3.2.11

Shuhada and HAYAT e SHUHADA. . .!!!

"Jo log ALLAH ki rah mein maaray jayen unki nisbat ye mat khena k wo maray hue hen balkay zinda hen LEKIN TUM NAHI JANTAY"
<sura Al-Bakra, ayt 152>

..."Jo log ALLAH ki rah mae maray gaye unko maray hue na samjhna balkay ALLAH k nazdeek zinda hen or unko rizk mil raha hay"
<sura al-imran, ayt 169>

ALLAH PAK ne in ayaat mein fesla suna deya k
-----Shaheedo ko Murda/Maray hue nahi khena or na samjhna hay.
-----Shaheed ALLAH k nazdeek zinda hen or unko ALLAH Rizk deta hay.
-----Shaheed zinda hen lekin tum nahi jantay.

is ayt k ander Allah ne farma deya k "TUM NAHI JANTAY".
Nahi ka matlab nahi.
jo ye kahe k wo hamare sath zinda hen, Kaber mein zinda hen,....etc wo sab k sab jhootay. Quran sacha.

*****
Shaheed ALLAH k pass zinda hen in Kabron mein nahi. Read SURA YASEEN, AYT 26 - 27.

*****

Ap(s.a.w) ne Barzakh ki saer ki thi Hazrat Jibraeel(a.s) or Hazrat Maekaeel(a.s) k sath. waha per Ap(s.a.w) ne Shuhda ka Gher dekha tha jo k Barzakh mae tha.
<sahi Bukhari, jild 1, Matboa-e-Deli>

isko Detail mein bhi parh saktay hen. Pdf file mojood hay.
Read Topic 06 - "Wafat-e-Khatam-r-Rasool(s
.a.w)"
From
http://cometoquran.blog.com/18-others/

*****

Audio mp3 is Available.
http://cometoquran.blog.com/question-answers/audio-form/

*****

All the references are based on Quran & Mustanad Sunnah.

A Message by
www.cometoQuran.blog.com

No comments:

Post a Comment